–¤☆¤–
Agar Tum Gusse Ke Waqt Ek Lamhe Ke Liye Sabr Kar Jao.
To Tum So Din Ki Pareshani Se Bach Sakte Ho,,
—▪︎¤●¤▪︎—

Haal e Dil♡ Jisse Mai Kehta Koi Aisa Na Mila. Buth Ke Bande To Mile Par Allah Ka Banda Na Mila,✔
–¤☆¤–
Agar Tum Gusse Ke Waqt Ek Lamhe Ke Liye Sabr Kar Jao.
To Tum So Din Ki Pareshani Se Bach Sakte Ho,,
—▪︎¤●¤▪︎—
-☆-
Duniya Ko Behtarin Banane Se Pehle Apne Ghar Ko Charo Taraf Teen Martaba Dekh Lo,
—▪︎●♡●▪︎—
-☆-
Aqalmand Admi Apna Rasta Khud Banata Hai.
Aur Bewakuf Wahi Karta Hai.
Jo Sari Duniya Karti Hai,
—▪︎●♡●▪︎—
-☆-
Agar Chahete Ho Ke Tumhari Aaolad Acchi Zindagi Basar Kare.
To Unko Bhook Aur Sardi Bardasht Karne Do,
—▪︎♡▪︎—
▪︎▪︎▪︎▪︎▪︎●▪︎▪︎▪︎▪︎▪︎
Mai Naraz Tha Ke Mere Paas Jute Nhi Hai.
Fir Maine Ek Aadmi Dekha.
Jiske Pair Hi Nhi The,
-▪︎-▪︎-■○●○■-▪︎-▪︎-
…●■♡■●…
Aqalmand Ke Saath Ek Martaba Guftugu.
Ek Mahine Kitabe Padhne Ke Barabar Hoti Hai,
○○○●■♡■●○○○
○○○●■●○○○
Jo Nazdik Hai Un Ko Khush Rakho.
Jo Door Hai Wo Khud Hi Aa Jayenge,
—–●♡●—–
….●….
Pyaas Lagne Se Pehle Kunwa Khod Lo,
—–●■♡■●—–
رسول اللہﷺ نے فرمایا:”
منافق کی تین نشانیاں ہیں: جب بات کرے تو جھوٹ بولے، وعدہ کرے تو پورا نہ کرے، جب کوئی امانت رکھی جائے تو اس میں خیانت کرے”-
Rasulullahﷺ Ne Farmaya:”
Munafiq Ki Teen Nishaniya Hai: Jab Baat Kare To Jhoot Bole, WADA Kare To Pura Na Kare, Jab Koi Amanat Rakhi Jaye To Usme Khayanat Kare”-
قرآن میں اللہ تعالی فرماتا ہے:”
اللہ تعالی تم کو حکم دیتا ہے کہ امانت والوں کو ان کی امانتیں واپس کردیا کرو”-
Quran Me Allah Tala Farmata Hai:”
Allah Tala Tumko Hukm Deta Hai Ke Amanat Walo Ko Uski Amanaten Wapis Kar Diya Karo”-